Best 400+ 2 Line Gulzar Shayari in Hindi (2024)

2 Line Gulzar Shayari

Latest 2 Line Gulzar Shayari

Welcome to the enchanting world of Gulzar Shayari, where profound emotions find expression in just a couple of lines. In this collection, we delve into the magic of Gulzar’s poetic prowess, exploring the significance of 2-line Shayari and presenting you with the best 400+ pieces to stir your soul.

Gulzar, a name synonymous with literary brilliance, has left an indelible mark on Urdu and Hindi poetry. His ability to capture the essence of life in a few words has made him a revered figure in the world of Shayari. In this article, we unravel the beauty of 2 Line Gulzar Shayari and why it’s a must-have in your poetic repertoire.

Who is Gulzar?

Gulzar, born Sampooran Singh Kalra, is a multifaceted artist – a poet, lyricist, filmmaker, and author. His contributions to Indian cinema and literature have earned him prestigious awards, including the Oscar and the Dadasaheb Phalke Award.

In our curated collection, we bring you not just a handful but over 400 pieces of Gulzar Shayari. Why such abundance? To cater to the vast array of emotions one goes through, ensuring there’s a Shayari for every mood and occasion.

2 Line Gulzar Shayari

2 Line Gulzar Shayari
2 Line Gulzar Shayari
आबाद अगर न दिल हो तो बरबाद कीजिए
गुलशन न बन सके तो बयाबाँ बनाइए
Aabad agar na dil ho to barbaad kijiye
Gulshan na ban sake to bayaabaan banaaiye
फिर वहीं लौट के जाना होगा
यार ने कैसी रिहाई दी है
Phir wahi laut ke jaana hoga
Yaar ne kaisi rihaai di hai
रात गुज़रते शायद थोड़ा वक़्त लगे
धूप उन्डेलो थोड़ी सी पैमाने में
Raat guzarte shaayad thoda waqt lage
Dhoop undelo thodi si paimaane mein
चूल्हे नहीं जलाए कि बस्ती ही जल गई
कुछ रोज़ हो गए हैं अब उठता नहीं धुआँ
Chulhe nahi jalaaye ki basti hi jal gayi
Kuch roz ho gaye hain ab uthata nahi dhuaan
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता
Yun bhi ik baar to hota ki samundar bahta
Koi ehsaas to dariya ki ana ka hota

Thought 2 Line Gulzar Shayari

Thought Gulzar 2 Line Shayari
Thought 2 Line Gulzar Shayari
बहुत मुश्किल से करता हूँ,तेरी यादों का कारोबार,
मुनाफा कम है,पर गुज़ारा हो ही जाता है
Bahut mushkil se karta hoon, teri yaadon ka karoobaar,
Munafa kam hai, par guzaara ho hi jaata hai.
वो उम्र कम कर रहा था मेरी
मैं साल अपने बढ़ा रहा था
Wo umr kam kar raha tha meri,
Main saal apne badha raha tha.
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता
Yun bhi ik baar to hota ki samundar bahta,
Koi ehsaas to dariya ki ana ka hota.
काँच के पीछे चाँद भी था और काँच के ऊपर काई भी
तीनों थे हम वो भी थे और मैं भी था तन्हाई भी
Kaanch ke peeche chaand bhi tha aur kaanch ke upar kaai bhi,
Tino the hum wo bhi the aur main bhi tha tanhai bhi.
आइना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर में जानता है कोई
Aaina dekh kar tasalli hui,
Hum ko is ghar mein jaanta hai koi.

2 Line Gulzar Shayari on Life

Gulzar 2 Line Shayari on Life
2 Line Gulzar Shayari on Life
भरी है रात को ऐसा कुछ आँखों में
उजाला हो तो हम आँखें झपकते रहते हैं।
Bhari hai raat ko aisa kuch aankhon mein,
Ujala ho to hum aankhein jhapakte rahte hain.
जिंदगी यूं हुई बसर तन्हा
क़ाफ़िला साथ और सफ़र तन्हा
Zindagi yun hui basar tanha,
Qaafila saath aur safar tanha.
कल का वक्त तुम्हारा था,
आज की दास्तान हमारी हैं..”
Kal ka waqt tumhara tha,
Aaj ki dastaan hamari hai.
शाम से आँख में नमी सी है
आज फिर आप की कमी सी है
Shaam se aankh mein nami si hai,
Aaj phir aap ki kami si hai.
कभी तो चौंक के देखे कोई हमारी तरफ
किसी की आंख में हम को भी इंतिज़ार दिखे
Kabhi to chonk ke dekhe koi hamari taraf,
Kisi ki aankh mein hum ko bhi intizaar dikhe.

2 Line Gulzar Shayari on Love

Gulzar 2 Line Shayari on Love
2 Line Gulzar Shayari on Love
कितनी लंबी शामोशी से गुज़रा हूँ
उनसे कितना कुछ कहने की कोशिश की
Kitni lambi shaamoshi se guzra hoon,
Unse kitna kuch kehne ki koshish ki.
वो बेपनाह प्यार करता था मुझे
गया तो मेरी जान साथ ले गया |
Wo bepanah pyaar karta tha mujhe,
Gaya to meri jaan saath le gaya.
प्यार में अज़ीब ये रिवाज़ है,
रोग भी वही है जो इलाज है |
Pyaar mein azeem ye riwaz hai,
Rog bhi wahi hai jo ilaaj hai.
शाम से आँख में नमी सी है
आज फिर आपकी कमी सी है |
Shaam se aankh mein nami si hai,
Aaj phir aapki kami si hai.
ऐसा कोई ज़िंदगी से वादा तो नही था
तेरे बिना जीने का इरादा तो नही था|
Aisa koi zindagi se vaada to nahi tha,
Tere bina jeene ka iraada to nahi tha.

2 Line Gulzar Shayari in English

Gulzar Shayari in English 2 Lines
2 Line Gulzar Shayari in English
Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
Kitni khush-rang dikhai di hai
Kaun kehta hai ki hum jhooth nahi bolte,
Ek baar khairiyat to pooch ke dekhiye.
Din kuchh aise guzarta hai koi
Jaise ehsan utarta hai koi
Shayar banna bahut aasaan hai,
Bas ek adhoori mohabbat ki mukammal degree chahiye.
Der se gunjte hain sannaTe
Jaise ham ko pukarta hai koi
Chhota sa saaya tha, aankhon mein aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liya.
jis kī āñkhoñ meñ kaTī thiiñ sadiyāñ 
us ne sadiyoñ kī judā.ī dī hai 
Kabhi zindagi ek pal mein guzar jaati hai,
Aur kabhi zindagi ka ek pal nahi guzarta.
ham ne aksar tumhārī rāhoñ meñ 
ruk kar apnā hī intizār kiyā 
Ek baar to yun hoga, thoda sa sukoon hoga,
Na dil mein kasak hogi, na sar mein junoon hoga.

Romantic 2 Line Gulzar Shayari

Romantic Gulzar 2 Line Shayari
Romantic 2 Line Gulzar Shayari
कौन कहता हैं कि हम झूठ नहीं बोलते
एक बार खैरियत तो पूछ के देखियें
Maan ki dua na baap ki shafaqat ka saya hai,
Aaj apna saath, apna janam din manaya hai.
शायर बनना बहुत आसान हैं
बस एक अधूरी मोहब्बत की मुकम्मल डिग्री चाहिए
Tum salamat raho hazaar baras,
Har baras ke hon din pachas hazaar.
छोटा सा साया था, आँखों में आया था
हमने दो बूंदों से मन भर लिया
Kuch khushiyan, kuch aansu de kar taal gaya,
Jeevan ka ek aur sunehra saal gaya.
कभी जिंदगी एक पल में गुजर जाती हैं
और कभी जिंदगी का एक पल नहीं गुजरता
Ye to ek rasm-e-jahan hai jo ada hoti hai,
Varna sooraj ki kahani saalgira hoti hai.
एक बार तो यूँ होगा, थोड़ा सा सुकून होगा
ना दिल में कसक होगी, ना सर में जूनून होगा
Main takkiye par sitare bo raha hoon,
Janam-din hai akela, ro raha hoon.

2 Line Gulzar Shayari Birthday Wish

2 Line Shayari Birthday Wish Gulzar
2 Line Gulzar Shayari Birthday Wish
मान की दुआ ना बाप की शफ़कत का साया है
आज अपना साथ अपना जन्म दिन मनाया है
Maan ki dua na baap ki shafaqat ka saya hai,
Aaj apna saath, apna janam din manaya hai.
तुम सलामत रहो हजार बरस
हर बरस के होन दिन पचास हज़ार
Tum salamat raho hazaar baras,
Har baras ke hon din pachas hazaar.
कुछ खुशियां कुछ आंसू दे कर टाल गया
जीवन का इक और सुनहरा साल गया
Kuch khushiyan, kuch aansu de kar taal gaya,
Jeevan ka ek aur sunehra saal gaya.
ये तो इक रस्म-ए-जहाँ है जो अदा होती है
वर्ना सूरज की कहानी सालगिरा होती है
Ye to ek rasm-e-jahan hai jo ada hoti hai,
Varna sooraj ki kahani saalgira hoti hai
मैं तकिये पर सितारे बो रहा हूँ
जनम-दिन है अकेला रो रहा हूँ
Main takkiye par sitare bo raha hoon,
Janam-din hai akela, ro raha hoon.

2 Lines Deep Meaning Gulzar Shayari

2 Lines Deep Meaning Gulzar Shayari
2 Lines Deep Meaning Gulzar Shayari
“कभी जिंदगी एक पल में गुजर जाती हैं,
और कभी जिंदगी का एक पल नहीं गुजरता। ”
Kabhi zindagi ek pal mein guzar jaati hai,
Aur kabhi zindagi ka ek pal nahi guzarta.
वो शख़्स जो कभी
मेरा था ही नही,
उसने मुझे किसी और का भी
नही होने दिया.
Wo shakhs jo kabhi
Mera tha hi nahi,
Usne mujhe kisi aur ka bhi
Nahi hone diya.
आँखों से आँसुओं के मरासिम पुराने हैं
मेहमाँ ये घर में आएँ तो चुभता नहीं धुआँ
Aankhon se aansuon ke marasim purane hain,
Mehmaan ye ghar mein aaye to chubhta nahi dhuaan.
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता
Yun bhi ek baar to hota ki samundar bahta,
Koi ehsaas to dariya ki ana ka hota.
आप के बाद हर घड़ी हम ने
आप के साथ ही गुज़ारी है
Aap ke baad har ghadi humne
Aap ke saath hi guzari hai.

2 Line Gulzar Shayari on Relationship

Gulzar 2 Line Shayari on Relationship
2 Line Gulzar Shayari on Relationship
ना जाने कैसा रिश्ता है उस दिल का तुझसे,
धड़कना भूल सकता है, पर तेरा नाम नहीं।
Na jaane kesa reshta ha us dil ka tujh se,
Dharkna bhol sakta ha, per tera naam nahi.
निगाहें उसू राह में जाके ठहर गई हैं,
जो राह नफीं तेरी गली को जाता है।
Nigahain usu rah men jaa ke theher gai hain,
Jo rah nafeen teri gali ko jaata ha.
तुम से बिछड़ कर जिंदा हैं,
जान बहुत शर्मिंदा है।
Tum se bichar ker zinda hain,
Jaan bahot sharminda hain.
ग़म और ख़ुशी में फ़र्क़ ना महसूस हो जहां,
मैं दिल को उस मुक़ाम पे लाता चला गया।
Gham aur khushi men farak na mehsoos ho jahan,
Men dil ko us muqam pe laata chala gaya.
आशिक़ी में बहुत ज़रूरी है,
बेवफ़ाई कभी कभी करना।
Ashqi men bahot zaroori ha,
Be-wafai kabhi kabhi kerna.

2 Line Gulzar Shayari Yaad

Gulzar 2 Line Shayari Yaad
2 Line Gulzar Shayari Yaad
उस की याद आई है साँसो ज़रा आहिस्ता चलो
धड़कनों से भी इबादत में ख़लल पड़ता है
Uski yaad aayi hai saanso zara aahista chalo,
Dhadkanon se bhi ibadat mein khalal padta hai.
मैं वो बस्ती हूँ कि याद-ए-रफ़्तगाँ के भेस में
देखने आती है अब मेरी ही वीरानी मुझे
Main wo basti hoon ki yaad-e-raftagaan ke bhes mein,
Dekhne aati hai ab meri hi veerani mujhe.
भुलाई नहीं जा सकेंगी ये बातें
तुम्हें याद आएँगे हम याद रखना
Bhulai nahi jaa sakti ye baatein,
Tumhein yaad aayenge, hum yaad rakhna.
सब को हम भूल गए जोश-ए-जुनूँ में लेकिन
इक तिरी याद थी ऐसी जो भुलाई न गई
Sabko hum bhool gaye josh-e-junoon mein lekin,
Ek teri yaad thi aisi jo bhulai nahi gayi.
आई जब उन की याद तो आती चली गई
हर नक़्श-ए-मा-सिवा को मिटाती चली गई
Aayi jab unki yaad to aati chali gayi,
Har naqsh-e-ma-siwa ko mitati chali gayi.

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines Dosti

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines Dosti
Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines Dosti
दोस्ती का लम्हा ऐसा होता है,
जो कभी तनहा नहीं रहने देता।
Dosti ka lamha aisa hota hai,
Jo kabhi tanha nahi rahne deta.
मैंने तो सिर्फ थोडा सा वक्त माँगा था
उन्होंने ने तो पूरी ज़िन्दगी दे दी ✔
Maine to sirf thoda sa waqt manga tha,
Unhone to poori zindagi de di
दावे मोहब्बत के मुझे नहीं आते यारो,
एक जान है जबदिल चाहे माँग लेना।
Daave mohabbat ke mujhe nahi aate yaaro,
Ek jaan hai jab dil chahe maang lena.
वातावरण को जो महका दे उसे ‘इत्र’ कहते हैं,
जीवन को जो महका दे उसे ही ‘मित्र’ कहते हैं
Vataavaran ko jo mahka de use 'itr' kehte hain,
Jeevan ko jo mahka de use hi 'mitr' kehte hain.
Tata के पास कारों की और
मेरे पास यारों की कोई कमी नहीं
Tata ke paas kaaron ki aur,
Mere paas yaaron ki koi kami nahi.

Heart Touching Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines

Heart Touching Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines
Heart Touching Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता
Yun bhi ik baar to hota ki samundar bahta,
Koi ehsaas to dariya ki ana ka hota.
हाथ छूटें भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त की शाख़ से लम्हे नहीं तोड़ा करते
Haath chhuten bhi to rishte nahi chhoda karte,
Waqt ki shaakh se lamhe nahi toda karte.
आइना देख कर तसल्ली हुई, 
हम को इस घर में जानता है कोई। 
Aaina dekh kar tasalli hui,
Hum ko is ghar mein jaanta hai koi.
वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर, 
आदत इस की भी आदमी सी है। 
Waqt rahta nahi kahin tik kar,
Aadat is ki bhi aadmi si hai.
ज़मीं सा दूसरा कोई सख़ी कहाँ होगा
ज़रा सा बीज उठा ले तो पेड़ देती है
Zameen saa doosra koi saqi kahan hoga,
Zara sa beej utha le to ped deta hai.

Final Words:

As we conclude this journey into the world of Gulzar Shayari, we invite you to immerse yourself in the beauty of these 2-line gems. Let Gulzar’s words be your companion in joy, sorrow, and everything in between.

Frequently Asked Questions:

While Gulzar has slowed down in recent years, his poetic brilliance continues to inspire. He occasionally shares new creations, keeping his legacy alive.

We welcome contributions from fellow enthusiasts! Reach out to us through our website’s contact page to share your creations.

Yes, translations are provided alongside the original Shayari to ensure a broader audience can appreciate

Rate this post

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *