Best 900+ Dosti Shayari in Hindi (2024)
Latest Dosti Shayari
Dosti Shayari, a poetic expression of friendship deeply embedded in cultural traditions, goes beyond mere words. It’s an art form that skillfully captures the true essence of camaraderie, eliciting emotions that resonate across generations.
Friends should follow this post till the end to get the following types of friendship poetry:
History of Dosti Shayari
Dosti Shayari, a poetic tradition dating back to ancient times, has evolved gracefully over the years. Renowned poets like Mirza Ghalib and Sahir Ludhianvi have played a significant role in shaping this art form. Their verses not only beautifully express the essence of friendship but also delve into the intricacies of human relationships.
Dosti Shayari
दुःख के समय में, वे मेरे आँसू पोछता हैं, वो मेरा दोस्त है जो हरदम साथ देता है।
Dukh ke samay mein, ve mere aansu pochta hai, Vo mera dost hai jo hardam saath deta hai.
मेरे हर कदम के साथ, रब मेहरबान होता गया, दोस्त साथ चलते रहे, और सफर आसान होता गया।
Mere har kadam ke saath, Rab mehrbaan hota gaya, Dost saath chalte rahe, aur safar aasaan hota gaya.
शुक्रिया मेरे दोस्त मेरी जिंदगी में आने के लिए, मेरी जिंदगी को इतना खूबसूरत बनाने के लिए।
Shukriya mere dost meri zindagi mein aane ke liye, Meri zindagi ko itna khoobsurat banane ke liye.
रिश्ते हैशियत पूछते है, लोग पैसे देखते है, वो दोस्त ही है जो मेरी तबियत पूछते है।
Rishte haisiyat poochte hai, log paise dekhte hai, Vo dost hi hai jo meri tabiyat poochte hai.
Dosti Shayari in Hindi
अपनी जिंदगी का एक असूल है, दोस्त की खातिर तो जहर भी कबूल है।
Apni zindagi ka ek asool hai, Dost ki khaatir to zahar bhi kabool hai.
ऐसे ना शक किया करो मेरी दोस्ती पे, तुम्हारे बिना भी हम तुम्हारे ही रहते है।
Aise na shak kiya karo meri dosti pe, Tumhare bina bhi hum tumhare hi rehte hai.
गम में वही शख्स रोता है; जो अपने बेहद करीबी दोस्त को खोता है।
Gham mein wahi shakhs rota hai; Jo apne behad kareebi dost ko khota hai.
इस तरह तुम्हारा दोस्त मुझसे नाराज़ हो गया. तरहा फूल से खुशबू का अलग होना.
Is tarah tumhara dost mujhse naraz ho gaya. Tarah phool se khushboo ka alag hona.
पुराने दोस्त भी अब एक दूसरे से नहीं मिलते. पता नहीं कौन दिल लगा कर बैठ गया.
Purane dost bhi ab ek doosre se nahi milte. Pata nahi kaun dil laga kar baith gaya.
Dosti Sad Shayari
दिल से सोचा, ये दोस्त भूलेगा नहीं. सीने में दाग हो तो दब्बू नहीं बनेगा.
Dil se socha, ye dost bhulega nahi. Seene mein daag ho to dabboo nahi banega.
जो दोस्त पहले मिलने का बहाना ढूंढते थे, आज ना मिलने के लिए बहाने बनाते है।
Jo dost pehle milne ka bahana dhoondhte the, Aaj na milne ke liye bahane banate hai.
दोस्तो से अब रूठने में भी डर लगता है मनाने के बजाए कही अलविदा कह जाते हैं
Dosto se ab ruthne mein bhi dar lagta hai, Manane ke bajaye kahi alvida keh jaate hain.
अब हु तितली है न हु उम्र चाकब वाली, मैं न कहता था बहुत दूर न जाने मेरे दोस्त.
Ab hu titli hai na hu umr chaakb waali, Main na kehta tha bahut door na jaane mere dost.
शर्तें लगायी जाती नहीं दोस्ती के साथ कीजिये मुझे क़बूल मेरी हर कमी के साथ
Shartein lagayi jaati nahi dosti ke saath, Kijiye mujhe qubool meri har kami ke saath.
Friendship Dosti Shayari
दोस्ती भी कभी रही हो गई दुश्मे बे सबब नहीं होती
Dosti bhi kabhi rahi ho gayi, Dushman be sabab nahi hoti.
दिल से ख्याल-ए दोस्त भुलाया न जाये गा सेने में दाग़ है के मिटाया न जाये गा
Dil se khyaal-e-dost bhulaaya na jaayega, Seene mein daagh hai ke mitaaya na jaayega.
दोस्त बन कर भी नहीं साथ निबाहने वाला वही अंदाज़ है ज़ालिम का ज़माने वाला
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaane waala, Wahi andaaz hai zaalim ka zamane waala.
इस से पहले केह बेवफा हो जाएँ क्यों न ए दोस्त हम जुदा हो जाएँ
Is se pehle keh bewafa ho jaayein, Kyon na ae dost hum juda ho jaayein.
यूँ लोग दोस्त तेरा मुझ से खफा हो जाना जिस तरह फूल से खुशबू का जूड़ा हो जाना
Yun log dost tera mujhse khafa ho jaana, Jis tarah phool se khushboo ka juda ho jaana.
Love Dosti Shayari
ये हवाएँ उड़ न जाएँ ले के काग़ज़ का बदन दोस्तो मुझ पर कोई पत्थर ज़रा भारी रखो
Ye hawaayein ud na jaayein leke kaagaz ka badan, Dosto mujh par koi patthar zara bhaari rakho.
एक ही नद्दी के हैं ये दो किनारे दोस्तो दोस्ताना ज़िंदगी से मौत से यारी रखो
Ek hi naddi ke hain ye do kinaare dosto, Dostana zindagi se maut se yaari rakho.
दोस्ती जब किसी से की जाए दुश्मनों की भी राय ली जाए
Dosti jab kisi se ki jaaye, Dushmanon ki bhi raay li jaaye.
देखा जो खा के तीर कमीं-गाह की तरफ़ अपने ही दोस्तों से मुलाक़ात हो गई
Dekha jo kha ke teer kameen-gaah ki taraf, Apne hi doston se mulaqat ho gayi.
दोस्तों को भी मिले दर्द की दौलत या रब मेरा अपना ही भला हो मुझे मंज़ूर नहीं
Doston ko bhi mile dard ki daulat ya Rab, Mera apna hi bhala ho mujhe manzoor nahi.
Beautiful Dosti Shayari
दम नहीं किक्सी माई क्यू मीता ज़ाकी हमारी दोस्ती K0 ज़ंग तलवारो को लगता है गिगरी यारो को नहीं
Dum nahi kisi mai kyu meeta zaaki hamari dosti ko, Zang talwaro ko lagta hai gigari yaaro ko nahi.
यू लागी "दोस्त" तेरा मग ज़ी ख़ुफ़ हो जाना जिक्स तारा Ph0l Xy "खक्सबू" का जुदा H0 जाना
Yu lagi "dost" tera mag zee khuf ho jaana, Jiksaara Ph0l Xy "khaksaaboo" ka juda H0 jaana.
याहा क़दम क़दम पर नई "फ़ंकार" मिल्टी है "किक्समैट" वाल0 के0 ज़ुची यार मिल्टी है
Yaha kadam kadam par nai "fankaar" milti hai, "Kicksmate" walo ko zuchi yaar milti hai.
मैं इक्सी को एक "दोस्त" कहता हूं जो एक्सा को दिल से महसूस करता है "पाखंडी" की रिक्शती.
Main ikshi ko ek "dost" kehta hoon jo axa ko dil se mehsoos karta hai, "Pakhndi" ki rickshawti.
"जिंदा" रहने के लिए बहाने चलाओ ओह "दोस्त" बूढ़ा धावक
"Zinda" rahne ke liye bahane chalao, Oh "dost" boodha dhavak.
Dosti Shayari Marathi
"दोस्त" Bayxhák एक हो Mágar जो AlfáZ Xy Zyáda “Kham0xHi” Xmjy
"दुक्ष्मनो" न्य जो दुक्मनी की है “दोस्तो” न्या क्या कामी की है
Barishion sy “दोस्ती” AXhi Nai Faraz मध्ये “काच्छा” तेरा मकान है कुछ T0 ख्याल कर
डावे “दोस्ती” के मुघी नाही आत्या यार एक जान है जब “दिल” छे मांग लाना
चली है पीएचआर Xy एक बार “जिंदगी” की राहो पर Duá karna “दोस्तो” iS Bar K0i Be Wafa Ná Mily
Dosti Shayari Attitude
मै वक़्त के साथ अपने शौक बदलता हूँ, दोस्त नहीं..
Mai waqt ke saath Apne shauk badalta hoon, dost nahi.
तेरी #यारी👬 में हम कुछ #बिगड़ से गए,😠#शरीफ😇 तो वैसे भी थे नहीं❌ अब #एक्स्ट्रा_कमीने😎 हो गए !
Teri #yaari👬 mein hum kuch #bigad se gaye, #Shareef😇 to waise bhi the nahi❌ ab #extra_kamine😎 ho gaye!
#दोस्तों की #दोस्ती में कभी कोई #रूल नहीं होता है और ये #सिखाने के लिए, कोई #स्कूल नहीं होता है..
#Dosto ki #dosti mein kabhi koi #rule nahi hota hai, Aur ye #sikhane ke liye, koi #school nahi hota hai.
जहाँ मोहब्बत धोखा देती है , दोस्ती वहाँ सहारा देती है
Jahan mohabbat dhoka deti hai, Dosti wahan sahara deti hai.
Dosti Shayari 2 Line English
Ab Who Titli Hai Na Who Umar Tuaaqab Wali, Main Na Kehta Tha Bahot Door Na Jane Mere Dost.
Tere Kareeb Aa Ker Bari Uljhano Mein Hon, Main Dushmano Mein Hon Kh Tere Doston Mein Hon.
Doshmano Se Payar Hota Jaye Ga, Doston Ko Aazmate Jaye.
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye, Chalo Acha Hua Kuch Log Toh Pehchane Gaye۔
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi, Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak.
Dosti Shayari Funny
भगवान ने लड़कियों को सब कुछ दिया , सिवा मेरे मोबाइल नंबर के।।
मुस्कराहट तो हर किसी लड़की की अदा है, और जो इसे प्यार समझ बैठे वो सबसे बड़ा गधा है।।
Muskurahat to har kisi ladki ki ada hai, Aur jo ise pyaar samajh baithe, Vo sabse bada gadha hai.
जब तक सूरज चाँद रहेगा तब तक तेरी बेज्ज़ती करना मेरा काम रहेगा
Jab tak sooraj chand rahega, Tab tak teri beizzati karna Mera kaam rahega.
मुझे छोड़कर बन गया तू लल्लू मुझे तो मिल गई एक नई गर्लफ्रेंड तुझे क्या मिला बाबा जी का ठुल्लू
Mujhe chhodkar ban gaya tu lallu, Mujhe to mil gayi ek nayi girlfriend, Tujhe kya mila Baba ji ka thullu.
कोई बताओ यार..!! ये शर्म-ओ-हया कहां मिलती है..!! मुझे अपने कुछ दोस्तों के लिये खरीदनी हैं..!!
Koi batao yaar..!! Ye sharm-o-haya kahan milti hai..!! Mujhe apne kuch doston ke liye khareedni hai.
Dosti Shayari Gujarati
સાનો ફેન અય ઝંગતા “નબાવન” ડા સાડે યાર વી ઝાકર “નક્સલી” કોમેડી
છૂટા પડ્યા પછી પણ મિત્રો ક્યારે ભૂલાય છે? હૃદય તૂટે છે, તમે જતા રહો, હજુ પણ હું હેચ કરી શકું છું.
મારા દુશ્મનોની સાથે મારા મિત્રો પણ મુક્ત છે ચાલો જોઈએ કે મારી તરફ પહેલું તીર કોણ ખેંચે છે.
મને આશ્ચર્ય થાય છે કે હું શા માટે તેની સાથે મિત્ર બન્યો? મેં મારી દુશ્મની કેવી રીતે સ્વીકારી?
દુશ્મનોએ શું કર્યું છે મારા મિત્રો પણ શું ચૂકી ગયા છે?
Dosti Status Shayari
वो दोस्त ही क्या जिसको भाई का दर्ज़ा न दिया जाए
Wo dost hi kya jisko bhai ka darza na diya jaaye
लोग प्यार में पागल हैं और हम दोस्ती में
Log Pyaar mein paagal hain aur hum dosti mein
यारी के बिना ज़िन्दगी प्यारी नहीं लगती
Yaari ke bina zindagi pyaari nahin lagti
हाथों की लकीरें हमारी भी कुछ ख़ास हैं क्योंकि आप जैसा दोस्त हमारे पास है
Haathon ki lakeerein hmari bhi kuch khaas hain, kyonki aap jaisa dost hmare paas hai
हर रोता हुआ लम्हा भी मुस्कुराएगा फ़िक्र मत कर दोस्त अपना भी वक़्त आएगा
Har rota hua lamha bhi muskuraayega, Fikr mat kar dost apna bhi waqt aayega
Dosti Good Morning Shayari
मेरी जिंदगी मेरी तेरी याद भी उसी तरह है, जैसी सर्दी मैं कॉफ़ी का स्वाद.
Meri zindagi meri teri yaad bhi usi tarah hai, Jaise sardi mein coffee ka swaad.
सुबह की पहली किरण दिल को छू जाती है, महकते फूलों की महक दिल में जादू जग जाती है।
Subah ki pehli kiran dil ko choo jaati hai, Mahakte phoolon ki mahak dil mein jaadu jag jaati hai.
सबसे ख़ूबसूरत हो दिन तुम्हारा, सिर्फ यही तो चाहता है दिल हमारा,
Sabse khoobsurat ho din tumhara, Sirf yahi to chaahta hai dil humara.
हर सुबह तेरा उजाला हो, खुदा करे सदा तेरी जिंदगी में, खुशियों का बसेरा हो.
Har subah tera ujaala ho, Khuda kare sada teri zindagi mein, Khushiyo ka basera ho.
आख़िर खुलते ही याद आ जाता है तेरा चेहरा, दिन की ये पहली ख़ुशी भी कमाल की होती है।
Aakhir khulte hi yaad aa jaata hai tera chehra, Din ki ye pehli khushi bhi kamaal ki hoti hai.
Dosti Mein Dhoka Shayari
मेरी जुबां पर हर वक्त सिर्फ दोस्त का ही नाम आया, लेकिन, मेरे बुरे वक्त में उस दोस्त ने साथ नहीं निभाया।
Meri zubaan par har waqt sirf dost ka hi naam aaya, Lekin, mere bure waqt mein us dost ne saath nahi nibhaya.
इस दिल के हाथों होकर मजबूर मौका दे देते हैं, दिल में रहने वाले दोस्त तभी तो धोखा देते हैं।
Is dil ke haathon hokar majboor mauka de dete hain, Dil mein rahne wale dost tabhi to dhoka dete hain.
मुझको बड़ा अभिमान था मेरे उस जिगरी यार पर, धोखा दिया उसने विश्वास था जिस गद्दार पर।
Mujhko bada abhimaan tha mere us jigeri yaar par, Dhoka diya usne vishwas tha jis gaddar par.
इस जहां में कोई नहीं बचा ऐतबार के काबिल, दोस्त धोखा दे जाते हैं अब तो झूठे प्यार के खातिर।
Is jahan mein koi nahi bacha aitbaar ke kaabil, Dost dhoka de jaate hain ab to jhoothe pyaar ke khatir.
विश्वास टूट जाएगा दोस्ती पर ज्यादा ऐतबार न करना, मुश्किल हो जाएगा जीना, दोस्तों से इतना प्यार न करना।
Vishwas toot jaayega dosti par zyada aitbaar na karna, Mushkil ho jaayega jeena, doston se itna pyaar na karna.
Dosti Shayari in Punjabi
ਅਤਬਾਰ ਕਰਨ ਲਈ ਦੋਸਤਾਂ ਨੂੰ ਦੌਰਾ ਕੀਤਾ, ਕੰਪਨੀ ਦਾ ਹਰ ਦੋਸਤ ਹੁਣ ਭੂਖਾ ਸਿੱਖ ਗਿਆ।
ਧੋਖੇਬਾਜ਼ ਹੁੰਦੇ ਹਨ ਦਿਲ ਦੇ ਮੈਖਾਨੇ ਦੇ ਜਾਮ ਤੋਂ, मुझे अब दोस्ती के नाम से।
ਮੇਰੇ ਕੁਝ ਦੋਸਤ ਬੁਰੇ ਬਚਨ ਵਿੱਚ ਮੇਰੇ ਕਮਾਏ ਹੋਏ ਹਨ, ਹੋਕਰ ਦਾ ਮਤਲਬ ਹੈ ਹੁਣ ਦੋਸਤੀ ਦੇ ਮਾਇਨੇ ਦੱਸਦੇ ਹਨ।
ਧੋਖੇਬਾਜ਼ ਦੋਸਤਾਂ ਦੀ ਬੱਸ ਇੱਕ ਹੀ ਕਹਾਣੀ ਹੈ, ਲੋੜ ਪੈਣ 'ਤੇ ਧੋਖਾ ਦੇਣਾ ਉਸਦੀ ਨਿਸ਼ਾਨੀ ਹੈ।
ਲੋਕਾਂ ਦੇ ਸਾਹਮਣੇ ਚੰਗੇ ਅਤੇ ਦਿਲ ਵਿੱਚ ਮਾੜੇ ਹੁੰਦੇ ਹਨ, ਮਤਲਬੀ ਦੋਸਤ ਜਿੰਦਗੀ ਵਿੱਚ ਬੇਹਿਸਾਬ ਹੋ ਗਏ।
Damdar Dosti Shayari
#अनुभव 🧐कहा है एक 👬🏻 #वफादार_दोस्त, हजार 👨👨👦👦 #रिश्तेदोनो से 😎 #बेहतर होता है...!!
#Anubhav 🧐 kaha hai ek 👬🏻 #Wafaadaar_Dost, Hazaar 👨👨👦👦 #Rishte dono se 😎 #Behtar hota hai...!!
” भाई बोलने का हक़ मैंने सिर्फ दोस्तो को दिया है.. वरना दुश्मन तो आज भी हमे बाप के नाम से पहचानते है “
Bhai bolne ka haq maine sirf dosto ko diya hai, Varna dushman to aaj bhi hame baap ke naam se pehchanate hai “
मेरे बारे में मेरी सोच को थोरा😎 "बादल" के देख, मुझसे भी "बुरे" हैं लोग तू 🏠घर से निकल के देख।
Mere baare mein meri soch ko thoda 😎 "Baadal" ke dekh, Mujhse bhi "Bure" hain log tu 🏠Ghar se nikal ke dekh.
हेडसन की जड़ में है तो क्या☺ "मुस्कुराना" चार दिन, "जलजलों" के ख़ौफ से क्या घर बनाना चोर दें।
Headson ki jad mein hai to kya ☺ "Muskurana" chaar din, "Jaljalon" ke khauf se kya ghar banana chor den.
मार ही डाले जो बे-मौत ये😒 "दुनिया" वाले, हम जो "ज़िंदा" हैं तो जीने का हुनर रखते हैं।
Maar hi daale jo be-maut ye 😒 "Duniya" wale, Hum jo "Zinda" hain to jeene ka hunar rakhte hain.
Dosti Breakup Shayari
“इतना करीब अगया था वो मुघे लगा, जेसी मेरा हे है”
Itna kareeb agaya tha vo Mujhe laga, jaise mera hai.
“वहां कहो बिगरी है जिंदगी मेरी साथ तों ने जहां कहा छोरा था''
Vahaan kaho bigdi hai Zindagi meri Saath ton ne jahaan kaha chhoda tha.
“मुझे जाने में बहुत देर हो चुकी थी वह किसी और पर मर गया।“
Mujhe jaane mein bahut der ho chuki thi Vah kisi aur par mar gaya.
दूर जा कर तुझसे बस हमें ये फायदा हुआ है, प्यार के साथ दर्द भी अब ज्यादा हुआ है।
Door ja kar tujhse bas humein ye faayda hua hai, Pyaar ke saath dard bhi ab zyada hua hai.
तुम्हारे शायद काफी नजदीक हो गया था मैं, इसलिए दूर होने पर तुमसे इतनी तकलीफ हो रही है।
Tumhare shayad kaafi nazdeek ho gaya tha main, Isliye door hone par tumse itni takleef ho rahi hai.
Dosti Shayari in Roman English
Mári Himmát Ko Párakhne Ki 😎”Gustákhi” Ná Kárna, Pèhle Bhi Kayi🙏 “Tufáno” Ká Rukh Mor Chuká Huη
Milay uljano se fursat to zara dil se poch lena Kia dosti yehi hai sirf fursaton mein yaad karna
Dosti Jab Kisi Se Ki Jaae, Doshmano Ki Bhi Rah Le Jay.
Teri Batain Hi Sunane Aaye, Dost Bhi Dil Hi Dhukane Aae.
Doshmano Ki Jafa Ka Khauf Nahi, Doston Ki Wafa Se Darta Hon.
Final Words:
In a world bustling with change, Dosti Shayari remains a timeless expression of human connections. Its ability to capture the intricacies of friendship ensures its enduring charm across diverse cultures.
Deepak Sharma
Namaste! I’m Deepak Sharma, the creative mind behind SocialFunda, your go-to hub for Facebook bios, captivating captions, Instagram bios, and a treasure trove of Hindi Shayari. As a digital enthusiast, I am passionate about curating content that adds a touch of flair to your online presence.